Monday, September 6, 2010

aasan hota

Merey gussey pe ankush lagana kita aasan hai
merey jivan ki parwah nahi par main
par main kisi aur key jivan ki parwah karti hun
parwah karti hun kyon ki wo jivan merey saath juda hai

---------------------------------------------------------------

Merey gussey pe ankush lagana kitna aasan hai
kaash ghaav pe malham lagana
itna hi aasan hota
aanso ki baash pe baandh lagana itna hi aasan hota
mujhey nuksan na ponhchey
ye samjhna itna  hi aasan hota
merey wajood ko sweekar karna itna hi aasan hota

No comments:

Post a Comment